Zindagee Mein khaein logg attay hein
kuch thahartay hain.
kuch guzur jatay hein mager kohi aisa bhi hota hai jo duur janay kay baad bhi her pal her saans saath rah jata hai
aur uss ka hona humaray liya aik dhalasa aur hosla banta hai chahay woh kahin bhi ho
Yeh poem meray pyar kay liye.uss kay liye jisay mein had sa zyada chahtee hoon.Jo meray liye sub kuch hai.Mera pyar mera nawazoo
Gehri aur meharban raat kee qasam fasaly tu bhot kamzoor dil loggon kay liye he kuaf aur bachani ka bahis hotay hein warna aik zameen per meloon aur kosoon kee duuri MUHABBAT ko kabi sheekisat nahi day saktee hijar jitna bhi kara ho aur duuri jaisee bhi duuri ho chahatein aur sawa ho jaya kertee hain mein chahay jahan bhi hoon aik aisay kuhlay derwazay ki manid hoon jiss kee dhaleez per serf tumray qadam likhay howay hain
Aur TUM chahy jahan bhi ho meray liye kisee bhi mushkil gari mein aik barpoor dhalasa aur aik naqabl e sheekisat ATMAAD ho
I LOVE U HUMESHA HUMESHA
|